Monday, 30 June 2014

BHALI BAT KAHO YA KHAMOSH RAHO AUR PADOSI KA KHAYAL RAKHE


Nabi salallahu alaiwasalam ne farmaya jo koi allah aur akhirat ke din par imaan rakhta ho wo apne padosi ko takleef na paochae aur jo koi allah aur koi allah aur akhirat ke din par iman rakhta ho wo mehman ki izzat kare aur jo koi allah aur akhirat ke din par imaan rakhta ho wo achi baat zabaan se nikale warna khamosh rahe 

((SAHI BUKHARI ; 6018))

Hamare yaha padosi ka kya mamla hai mere khayal se bayan karne ki zarurat nahi hame iska khas dyan rakhna hai yani padosi ka unse ache akhlaq se pesh aye unke bhi kafi huqooq hai hum par aur fizul bato se bache 

From EK UMMAT grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment