Saturday, 28 June 2014

HAMARA DEEN ALLAH NE KAMIL DIYA HAI YA NAHI HAME ??


Ajke din maine tumare liye tumare deen ko mukammal kar diya aur tum par apni nehmat puri kardi aur maine tumare liye bataur-e-deen islam ko pasand kiya 

((SURE MAIDA : 3))

AJKE din se malum hota hai ke deen nabi (saw) ke daur me hee mukammal ho gaya ab agar koi apna paoda (tree) deen me lagata hai ya koi nawi chiz ijat karta hai to goya ke wo ye dawa kar raha hai ke deen kamil nahi tha balke mai isko kamil kar raha hu is ayat ki bad bhi kuch ayate utri hai par usme koi naya hukm nahi tha 

From EK UMMAT grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment