Saturday, 28 June 2014

HUKUMAT ZAMEEN O ASMAAN ME KISKI HAI KAUN USKI IJAZAT KE BAGAIR SHIFARISH KAREGA ??



Aur wo apne hukumat me kisi ko sharik nahi karta 

((SURE AL-KAHAF : 26))

AUR allah jaisa chahata hai hukum karta hai koi iske hukum ko raad karne wala nahi

((SURE AL-RAAD : 41))

in ayat me batla diya gaya hai ke jo shirk karta hai aur sochta hai ke falah shaks meri shifarish karega aur mai jannat me chala jaunga ab mujhe namaz roze aur digar ibadat ki zarurat nahi kara to bhi tik nahi kiya to bhi tik to uska ye guman galat hai balke allah hee ka hukm chalega usdin aur uski ijazat ke bagair koi shifarish nahi kar sakta 

From EK UMMAT grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment