Monday, 30 June 2014

JISKO TUM ALLAH KE SIWA PUKARTE HO WO QAYAMAT KE DIN INKAR KAR DENGE !!


Aur isse bad ker gumrah aur koun hoga?
Jo Allah ke siwa aison ko pukarta hai jo qayamat tak uss ki dua qabool na ker saken bulkay unn kay pukarney say mehaz bey khabar ho



Aur jab logon ko jama kiya jayega to yeh unn kay dushman hojayen gay aur unn ki parastish say saaf inkaar ker jayen gay.

((SURE AHQAF ; AYAT 5 & 6 ))

Aj log pata nahi kis kis ko pukarte hai jo pukarta hai kya usko pata hai ke ye meri awaz sun rahe hai ya nahi ?? Nahi na ?? Fir kyun pukarte ho
allah ko pukar jiske sunne ki 100 % gurenty hai qayamat ke din wo khud bolenge ke aye allah maine kabhi inko nahi kaha tha ke mujhe pukaro ye khud aisa karte the tab allah ke siwa koi madadgar nahi hoga jaisa dunya me bhi wohi tha

From EK UMMAT grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment