Rasool allah (saw) ne farmaya behtareen din jis par suraj tulu ho kar chamke JUMMAH ka din hai issi din adam (a.s) paida hue issi din jannat me dakhil kiye gae issi din jannat se (zameen par) utare gae aur qayamat bhi JUMMAH ke din qayam hogi
((SAHI MUSLIM : 854))
YE din hamare liye eid ka din hai iski fazilat bhi bohot badi hai par is din JUMMAH mubarak kahe na kisi sahabi ya nabi (saw) se sabit nahi ye 1 biddat hai aisa nahi kahena chahiye agar koi kaheta hai haa to usse daleel talab kare koi amal bina daleel na kare aur is din nabi par zyada se zyada durood bheje nabi par
From EK UMMAT grp sabko bheje plz
No comments:
Post a Comment