Saturday, 28 June 2014

KYA ACHI BIDDAT ISLAM ME HAI ?? AUR KUNDE KI HAQEEQAT


Abdullah Ibn Umar (r.a) farmate hain,
Tamam Biddatein gumrahi hai agarche “Ba-Zaahir woh, logon ko acchi lagein


((SUNAN KUBRA BAIHAQI (HADITH138))


Jo log Biddat ko taqseem karke Gumrahi pahlarahe hai jaise Bidat e Sayya, Biddat e Hasna un logo ke radd ke liye ye Hadees se behtareen aur koyi islaah nahi

Aur ek bat batata chalu ye kunde bilkul waise hee hai jaise hinduo ke yaha satte narayan ki puja hoti hai us din unke ghar bhi gosht nahi banta musalman ke ghar bhi nahi banta waha narayan satth hai YANI SACHA to hamare yaha imam jafar hai joke SADDIQ hai yani sache hai

NOTE : MAINE KALKE MSG ME 1 HADEES PESH KIYA THA KE BIDDATI KA NAMAZ ROZA HAJJ KOI AMAL KABUL NAHI HAI WO HADEES (MAUZU) HAI YANI GHADI HUE iski koi asal nahi

From EK UMMAT Grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment