Rasul(saw) ne farmaya: Jo shakhs
ghairullah ko pukaarta aur us se
dua aur pukaar karta mar jaye,
toh wo JAHANNAM me jayega.
((Bukhari:4497))
Aj kitne log hai jo gairullah ko pukarte hai aur issi halat me mar jate hai
"Aur jub inse kaha jata hai ke Allah tala ne jo ahkam nazil farmaye hain in ki taraf aur rasool ki taraf ruju karo toh woh kehtey hain hum ko woh hi kafi hai jis par hum ne apne baap dada ko paya
((SURE MAIDA : 104))
Aur unhe mana kare to wo ye uppar ki ayat ki tarha hee bolte hai
From EK UMMAT grp sabko bheje plz
No comments:
Post a Comment