Monday, 30 June 2014

MAA KI NA FARMANI HARAM HAI TIK USSI TARHA JAISE KINZEER HARAM HAI AUR KASRAT SE SAWAL KARNA HARAM


Nabi (sallallahu Alaiwasalam) ne farmaya allah ne tum par maa ki na farmani haram karar di hai aur (walidain ke huquq) na dena aur na haq unse mutalbat karna bhi haram karar diya hai ladkiyo ko zinda dafan karna (bhi haram karar diya hai) kel wa kal (fuzul batain) kasrat sawal aur maal ki barbadi ko bhi na pasand kiya hai

((SAHI BUKHARI ; 5975))

IS hadees me maa ki na farmani haram karar di hai tik ussi tarha jaise ke sharab aur suwwar ka ghosht khana haram hai aj hum isko to haram samajhte hai par afsos maa ki na farmani ko haram nahi samajhte aur kasrat se sawal bhi haram hai iska matlab ye nahi ke ap sawal hee na kare iska matlab ye hai ke fizul ke sawal na kare ulma se

From EK UMMAT Grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment