Saturday, 28 June 2014

QURAAN SIKH NA HAI HAME TARJUME KE SATH


Hazrat Usama ((ra)):

Nabi ((saw)) ne farmaya:

“Tum me sab se bahetar our afzal banda woh hai jo QURÀN ka ilm hasil kare or dusro ko iski ta‘alim de.“



((Sahih Bukhari ‘ vol : 2 ‘ fazayile quràn))



QURÀN:

ا
Be shak Allah se uske wahi bande darte hai jo Ahle Ilm hai.

((Surah fatir: aayat no.28))

AJ YE HEE wajah hai ke hum allah se nahi darte kyunki humne quraan ko samjha hee nahi allah ki shan ko jana hee nahi allah ke azaab ke bareme hame kauf hee nahi allah rahem kare ameen quraan ko sikho dosto aj alhumdulillah har zabaan me quraan ka tarjuma maujud hai

From EK UMMAT grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment