Jawab :
A) Tauheed-e-Rububiyah
B) Tauheed-e-Al ibadah
C) Tauheed-e-Al Asma was-sifaat
(A) Tauheed-e-Rububiyah ka matlab hai ke is kayanat ka khaliq Maalik Razzaq aur Mudabbir sirf aur sirf allah ta.ala hee hai
ALLAH Ek hee hai uske elawa koi ibadat(puja) ke layaq nahi sab iske mohtaj hai wo kisi ka mohtaj nahi na usse koi chiz nikli hai na wo kisi se nikla hai iski zaat me naa iski sifaat me aur na iski afaal me koi iska shareek nahi
(aye Nabi) Aap kahe dijiye ke wo allah ta.ala Ek hee hai Allah ta.ala be niyaaz hai na usse koi paida hua na wo kisi se paida hua aur na koi iska humsar hai
((SURE AL-IKHLAS sure no. 112))
From EK UMMAT grp sabko bheje plz
No comments:
Post a Comment