Hazrat abdullah bin umar (r.a) se riwayat hai ke hazrat umar (r.a) ne Nabi akram sallallahu alaiwasallam se pucha mei ne zamane jahiliyat mei masjid harm mei ek raat ka eitekaf karne ki nazar mani thi (puri karo ya na karo)? Aap (saw) ne farmaya apni nazar puri kar
((SAHIH BUKHARI KITABUS SAUM BAB EITEKAFf LAILA))
Ehtekaf ki niyyat se masjid me jae quraan namaz padhe fir bahar aye in sha allah ehtekaf ka sawab milega chahe 1 raat ya 2 din jaisa bhi apko saulat ho
EK UMMAT ke tamat msg www.ekummat.blogspot.in par
Keh dijiye! Kay Allah Taalaa aur rasool ki ita’at kero agar yeh mun pher len to be-shak Allah Taalaa kafiron say mohabbat nahi karta. ((Surah Al-e-Imran Ayat no. 32)) ((( DAILY UPDATE ON THIS BLOG ))) To join what's app +918082425339
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
30: Musalman mardon say kaho apni nigahen neechi rakhen aur apni sharam gahon ki hifazat rakhen. Yeh hi unn kay liye pakeezgi hai log jo k...
-
Hazrat abu musa (r.a) se rivayat hai ke rasool allah sallahu alaiwasallam ne farmaya : jab bande ke baccha inteqal kar jata hai to allah t...
-
Hazrat Ibne Abbas Razi Allahu Anhu farmate hai k hum Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wa Sallam k saath ek safar mein they k eid ul azha ka ...
No comments:
Post a Comment