Hazrat ayesha (r.a) se riwayat hai ke nabi akram Sallalahu alaiwasallam ramzanul mubarak ka akhri ashre (21 se 30 ramzanul mubarak ) tak eitekaf farmaya karte they yaha takke aap (saw) ne wafat ke baad apki azwaje mutahirat (wife) ne eitekaf kiya
((SAHIH MUSLIM 633))
Aj hamare yaha to aisa mamul bana hai ke aurat ko ehtekaf ki ijazat hee nahi hai masjid me yaad rahe aurat ko bhi deen par amal karne ka utna hee haq hai jitna mardo ko aur ehtekaf masjid me hee hota hai chahe mard ho ya aurat aj hum dekhte hai mard ka intezam to masjid me hota hai par aurat ka nahi
From EK UMMAT grp sabko bheje plz
Keh dijiye! Kay Allah Taalaa aur rasool ki ita’at kero agar yeh mun pher len to be-shak Allah Taalaa kafiron say mohabbat nahi karta. ((Surah Al-e-Imran Ayat no. 32)) ((( DAILY UPDATE ON THIS BLOG ))) To join what's app +918082425339
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
30: Musalman mardon say kaho apni nigahen neechi rakhen aur apni sharam gahon ki hifazat rakhen. Yeh hi unn kay liye pakeezgi hai log jo k...
-
Hazrat abu musa (r.a) se rivayat hai ke rasool allah sallahu alaiwasallam ne farmaya : jab bande ke baccha inteqal kar jata hai to allah t...
-
Hazrat Ibne Abbas Razi Allahu Anhu farmate hai k hum Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wa Sallam k saath ek safar mein they k eid ul azha ka ...
No comments:
Post a Comment