Monday, 14 July 2014

HAIZ YA NIFAS SHURU HONE SE AURAT KA ROZA TOOT JATA HAI ROZE KI QAZA HAI NAMAZ KI NAHI

Hazrat abu saeed khudri (r.a) kahetey hai nabi akram sallallahu alaiwasallam ne farmaya kya aisa nahi hai ke aurat jab haiza hojati hai tou na namaz padh sakti hai na roza rakh sakti hai aur aurto ke deen mei kami ki wajeh yahi hai Hazrat abul zana (r.a) kahetey hai masnun aur sharai ahekam bisa awqat rai baraks hote hai lekin musalmano per in ahekam ki pairvi karna lazim hai inhi ahekam mei se ek yeh bhi hai ke haiza rozo ki qaza tou dey lekin namaz ki qaza na dey ((BUKHARI KITABUS SAUM BAB AL HAIZ TARKE SAUM WA SALAT )) Haiz ya nifas se saaf hokar ke fir us aurat ko roze ki ginti pura karna hai namaz maaf hai haiz wali aurat ko par farz roze nahi From EK UMMAT grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment