Nabi (saw) ne farmaya husul rizk ke silsile me jald bazi na karo is liye ke koi bhi banda us waqat tak marta nahi hai jabtak ke wo apni us akhri rozi ko na pale jo uske liye muqarrar hoti hai to tum allah se daro hasn talab ikhtiyar karo yani halal ikhtiyar karo aur haram chod do
((HAKIM : SAHI AL JAMAE : 7323))
AJ admi sirf paise ke piche bhagta hai halanke wo rizk pura khae bagair nahi marne wala
Ye allah ka wada hai jo usne nabi ke zarye kahelwa diya ab hame sirf allah ke uppar bharosa karke mehnat karna hai amal karte hue zikr e ilahi namaz wagaira namaz kabhi na chode
From EK UMMAT grp sabko bheje plz
No comments:
Post a Comment