Tuesday, 8 July 2014

HUKMARAN KI ITAT LAZIM HAI JAB TAK (RABKI) NA FARMANI KA HUKM NA DE



Syedna abu huraira r.a bayan karte hai ke rasool allah saw ne farmaya musalman admi us waqt tak apne hukmaran ki itat kare jab tak usse allah ta.ala ki na farmani ka hukm na diya jai agar na farmani ka hukm diya jae to uski koi itat nahi ki jaegi

(AHADISE SAHIYA : JILD 2 PAGE 289)


Issi tarha amir imamo maa baab ki bhi itat jabtak hogi jabtak wo quran o hadees ke mutabik hukm de agar iske khilaf hukm de to inki itat lazim nahi hoti haa par unki izzat wa makam apni jaga par durust rahegi aur na unki shan me koi gustaki kare

No comments:

Post a Comment