Saturday, 5 July 2014

KYA AISA NAHI HAI KE AJJ HUM ALLAH KO SIRF MUSIBAT KE WAQT HEE YAAD KARTE HAI ??


Insan ka haal ye hai ke jab ispar koi sakht waqt Ata hai to khade baethe lete hame pukarta hai magar jab hum iski musibat taal dete hai to aisa chal nikalta hai goya kisi mushkil ke waqt isne hame pukara hee na tha 

( SURE YOUNUS AYAT ; 12 )

Hamara haal bilkul yehee hai jab hamare ghar ka koi insan bimar hota hai tab yaad karte hai ya paise ki takleef tab ya apne ghar ka koi insan marta hai to 4 ya 5 din barabar 5 ya 4 waqt ki namaz padhta hai fir jaise hee musibat tali hath jatak kar nikal liya PAR MOMIN AISA NAHI HOTA WO HAR HAAL ME ALLAH KO YAAD RAKHTA HAI AUR USSI SE MADAD MANGTA HAI

FroM EK UMMAT grp is msg ko apne sare dosto grps aur fb par bheje plz

No comments:

Post a Comment