Rasool allah (saw) irshad-e-grami hai ke jo shaks allah ta.ala aur akhirat ke din par yaqeen rakhta hai usse chahiye ke achi bat kahe warna chup rahe
((SAHI BUKHARI : 6132))
AJ kya hamara allah aur akhrat ke din par yaqeen nahi hai ??
Fir kyun hum kisi ko nasihat nahi karte fuzul ki bat din bhar karte hai par jab kuch bhali bat bolne ki bhari ati hai tab khamosh rahete hai ye mamla bilkul ulta hai
Zyada fuzul ki bat karne se bache 1 ek lafz ka hisab dena hai ye zaban ko kabu me rakhe khas karke aurte jab mil jati hai to jugli geebat iski uski behtar hai ke aurte mehfil na jamae agar jamae to sirf deen ki
Allah kahene sunne se zyada amal ki taufik de ameen
From EK UMMAT grp sabko bheje plz
No comments:
Post a Comment