KYA HUM APNE MAZDOOR KO PAISA WAISA DETA HAI JAISA KE NABI NE HUKM DIYA HAI ??
Abdullah ibn Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alalihi Wasallam ne farmaya Mazdoor ko uski mazdoori uska Paseena Sukhney se pahley de do.
((Sunan Ibn majah, jild 2,hadees no. 600))
Aj hum is farman par amal nahi karte wo jab hamara worker kam karta hai to usko paise lene ke liye uski chappal giswa dete hai paseena kya uska khoon bhi sukh jata hai tab bhi nahi dete yaad rahe kaal apko iska hisab aur jawab dena hoga apni zindagi me nabi ka qaul wa amal lao apni zindagi ko jannati ki tarha guzaro
NOTE : KAL KE MSG KI DALEEL GALTI SE GALAT THI YE SAHI HAI NICHE WALI
((SURE NAHAL : 43))
((SURE AMBIYA : 7 ))
From EK UMMAT grp sabko bheje plz

No comments:
Post a Comment