Sabhi tarif allah ke liye layak hai jisne apne bande par ye quraan utara aur isme koi kami baki nahi chodi sure 18 ayat 1
Aur beshak humne is quraan ko samajne ke liya asan kar diya hai pas koi hai nasihat hasil karne wala sure qamar ayat 17
Aur aj log kahete hai quran samajna mushkil hai isse samajne ke liye 18 ulom ki zarurat hai gair muslim quran padhke samaj rahe hai aur fir islam kabul kar rahe hai aur musalman quraan samaj kar nahi padhta kyunke kuch alim kahete hai ke quraan samajna Aam admi ke bas ki bat nahi kya ye log allah se zyada jante hai ??
No comments:
Post a Comment