Sunday, 6 July 2014

PAEKHANE WALI JAGA SE HAWA NIKLE TO NAMAZ NAHI HOTI JABTAK WAZU NA KARLE !!


Rasool allah (saw) ne farmaya ke jo shaks hadas kare uski namaz qabul nahi hoti jab tak wo (dobara) wazu na karle hazr maut ke 1 shaks ne pucha ke hadas hona kya hai ?? App (saw) ne farmaya ke (paekhana ke mukam se nikalne wali) awaz wali ya bagair awaz wali hawa 

(SAHIH BUKHARI : 135)

aj log gas nikal bhi jati hai to namaz me hee rahete hai ke yaar itna to chalta hai namaz ki tayyari karna bhi namaz ka 1 hissa hai isliye subha se hee tayyari kare yani subha subha bathroom jana fix karle ya jab bhi aye usse rokhe na karle warna namaz zaya hone ka khatra hota hai 

No comments:

Post a Comment