Tuesday, 15 July 2014

RAMZAN ki BARKATON SE MEHRUM RAHENE WALA BAD NASEEB HAI

Hazrat anas bin malik (r.a) se riwayat hai ke ramzan aya tou rasool allah sallahu alaiwassallam ne farmaya yeh mahina jo tum per aya hai is me ek raat aisi hai jo (qadr wo manzilat ke aitebar se) hazar mahino se behtar hai jo shakhs is (ki sadat hasil karne se) mehrum raha wo har bhalai se mehrum raha nez farmaya lailatulqadr ki sadat se sirf be naseeb hi mehrum kiya jata hai ((SAHIH SUNAN IBNE MAJAH hadis no 1333)) Aur ye raat ramzan ki 21.23.25.27.29 in takh rato mese 1 hai koi nahi janta ke in 5 rato mese wo 1 raat kaunsi hai siwae allah ke isliye sirf 1 hee 27vi raat hee na jage balke ye pacho raat jage agr baki 4 mese wo na rahi tab bhi apko raat ki aur ramzan ki ibadat ka sawab to milega hee ho sake to puri 10 raat jage akhri ashre ki From EK UMMAT grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment