Ayesha raziallah anha se marvi hai kaheti hai rasool allah (saw) ne farmaya mai teri narazi aur kushi ko pehchanta hu
Kaheti hai maine kaha aye allah ke rasool (saw) ye ap kaise pehchan lete hai ???
App ne farmaya tu razi hoti hai to kaheti hai kyun nahi rabbe mohammad ki kasam aur jab tu naraz hoti hai to kaheti hai nahi aur rabbe ibraheem kasam
Ayesha (r.a) kaheti hai maine kaha haan mai sirf apka naam hee chodti hu !!!
( MUSLIM : 2439 )
( BUKHARI ; 6078 & 5228 )
No comments:
Post a Comment