Islami Aqeedah - 2
2 - Sawaal:
Ibaadat kya hai?
Jawaab:
Ibaadat har us qawl aur fel ka naam hai jise Allah pasand farmaata hai.
Maslan Dua, Namaaz aur Qurbaani wagaira jaisa ke Irshaad Ilaahi hai:
"Keh dijiye! Yaqeenan meri Namaaz, meri Qurbaani, mera Jeena aur mera Marna Allah Rabbul Aalameen keliye hai".
(Quran Surah Al-'An'ām 6:162)
Aur Rasool Allah (sal lallaho alaihe wa sallam) ne farmaaya ke Allah Ta'ala farmaata hai:
"Mera qurb haasil karne keliye banda jo amal karta hai unme se farz ibaadat mujhe sab zyada mahboob hai".
(Sahih Bukhari 6502)
Keh dijiye! Kay Allah Taalaa aur rasool ki ita’at kero agar yeh mun pher len to be-shak Allah Taalaa kafiron say mohabbat nahi karta. ((Surah Al-e-Imran Ayat no. 32)) ((( DAILY UPDATE ON THIS BLOG ))) To join what's app +918082425339
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
30: Musalman mardon say kaho apni nigahen neechi rakhen aur apni sharam gahon ki hifazat rakhen. Yeh hi unn kay liye pakeezgi hai log jo k...
-
imam husain ki shahadat or phir gham karte huwe, baaz log seene par chote marte hai, ye bhi islam me haram hai, kyunki islam jism wa jaa...
-
Hazrat abu musa (r.a) se rivayat hai ke rasool allah sallahu alaiwasallam ne farmaya : jab bande ke baccha inteqal kar jata hai to allah t...
No comments:
Post a Comment