Islami Aqeedah - 5
5 - Sawaal:
Ibaadat mein ehsaan ka kya mafhoom (maane) hai?
Jawaab:
Ibaadat mein Allah Ta'ala ki taraf poora dhiyaan rakhna ehsaan hai.
Irshaad Baari Ta'ala hai:
Woh (Allah) jo tumhein us waqt dekh raha hota hai jab tum qiyaam karte ho aur sajde karne waalon mein tumhari naql wa harkat ko bhi.
(Quran Surah Ash-Shu'arā' 26:218-219)
Nabi (sal lallaho alaihe wa sallam) ne ehsaan ke baare mein farmaaya:
Ehsan (ka mafhoom) yeh hai ke Allah Ta'ala ki ibaadat is andaaz se karo ke goya tum Allah ko dekh rahe ho, pas tum use nahi dekh sakte toh woh tumhein dekh raha hai.
(Sahih Muslim 8)
Keh dijiye! Kay Allah Taalaa aur rasool ki ita’at kero agar yeh mun pher len to be-shak Allah Taalaa kafiron say mohabbat nahi karta. ((Surah Al-e-Imran Ayat no. 32)) ((( DAILY UPDATE ON THIS BLOG ))) To join what's app +918082425339
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
30: Musalman mardon say kaho apni nigahen neechi rakhen aur apni sharam gahon ki hifazat rakhen. Yeh hi unn kay liye pakeezgi hai log jo k...
-
imam husain ki shahadat or phir gham karte huwe, baaz log seene par chote marte hai, ye bhi islam me haram hai, kyunki islam jism wa jaa...
-
Hazrat abu musa (r.a) se rivayat hai ke rasool allah sallahu alaiwasallam ne farmaya : jab bande ke baccha inteqal kar jata hai to allah t...
No comments:
Post a Comment