Hazrat abdullah bin umro bin al hass (r.a) se riwayat hai ke Nabi kareem sallallahu alaiwasallam ne Ek din namaz zikr karte hue farmaya jis shaks ne namaz ki hifazat ki uske liye namaz qayamat ke roz noor burhaan aur najat ka bahis hogi jisne namaz ki hifazat Na Ki uske liye na noor hoga na burhaan na najat nez qayamat ke roz uska anjam Karoon Firon haman aur Abi bin khalf ke sath hoga
(( IBNE HABBAN : 1467 ))
Ab ap kya chahate hai wo soche noor chahiye qayamat ke roz ya firon jaise kafir ke sath anjam uska anjam bohot hee bura hai agar uske sath be namazio ka anjam hoto socho kitna bayanak azab hoga allah rahem kare ameen
from EK UMMAT grp sabko bheje plz
Keh dijiye! Kay Allah Taalaa aur rasool ki ita’at kero agar yeh mun pher len to be-shak Allah Taalaa kafiron say mohabbat nahi karta. ((Surah Al-e-Imran Ayat no. 32)) ((( DAILY UPDATE ON THIS BLOG ))) To join what's app +918082425339
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
30: Musalman mardon say kaho apni nigahen neechi rakhen aur apni sharam gahon ki hifazat rakhen. Yeh hi unn kay liye pakeezgi hai log jo k...
-
imam husain ki shahadat or phir gham karte huwe, baaz log seene par chote marte hai, ye bhi islam me haram hai, kyunki islam jism wa jaa...
-
Hazrat abu musa (r.a) se rivayat hai ke rasool allah sallahu alaiwasallam ne farmaya : jab bande ke baccha inteqal kar jata hai to allah t...
No comments:
Post a Comment