Nabi alaisalam ne farmaya mujhse phele allah ne jo bhi nabi kisi ummat me bheja uske sath uske madadgar aur sathi huwa karte the jo unki sunnat ki pairvi karte
aur unke hukm par amal karte lekin phir unke bad aise bure log aye jo batein karte magar amal amal na karte aur aise kaam karte jiska inhe hukm na diya gaya tha (yani biddate gadh te)
lihaza aise logo se jisne hath se jihad kiya wo momin hai
aur jisne zabaan se jihad kiya wo momin hai
aur jisne apne dil se jihad kiya wo bhi momin hai
aur iske bad raey ke dane barabar bhi imaan nahi
(( SAHIH MUSLIM KITABUL IMAAN 8 ))
yani kuch bhi burae hote dekho to hath se rokho ya zaban se ya kamse kam dil me to bura jano ye imaan ka kamzor darja hai iske bad imaan hee nahi
from EK UMMAT grp sabko bheje plz
No comments:
Post a Comment