Monday, 22 September 2014

GAAYE (COW) KI QURBANI MEIN 7 AUR OUNTH (CAMEL) KI QURBANI MEIN 10 IFRAAD SHAREEK HO SAKTE HAI


Hazrat Ibne Abbas Razi Allahu Anhu farmate hai k hum Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wa Sallam k saath ek safar mein they k eid ul azha ka din aa gaya to hum mein se gaaye ki qurbani mein 7,7 aur ounth ki qurbani mein 10,10 ifraad shareek hue.

(Sahih Sunan Tirmizi Hadees no. 1501)

in sha allah ap apke mohalle me dekh kar qurbani dede ke wo sahi me qurbani karte hai ya nahi kyunke baz madarse wale sochte hai itna gosh kaun kahega isliye bacho ki talim me laga dete hai isse apko qurbani ka sawab nahi milega bagair gosh wale hisse ki bat kar raha hu

NOTE : OUNTHH (CAMEL) KA HAJJ KE ALAWA HEE 10 HISSE HONGE HAJJ ME SIRF 7 HEE HONGE IN SHA ALLAH

from EK UMMAT grp sabko bheje plz

1 comment: