Syedna abdullah bin umar (r.a) se riwayat hai Nabi kareem sallallahu alaiwasallam ne farmaya :
Rahem karne walo par rehman rahem karta hai tum zameen walo par rahem karo Asmeen wala tum par rahem karega
((JAME TIRMIZI : 1924))
Allah ta.ala farmata hai :
Aur tumara maaf kar dena Taqwe ke bohot nazdeek hai aur apas ki fazilat aur buzurgi ko faramosh na karo
((SURE BAQRA : AYAT : 237))
Hame ye mamul banana chahiye allah ke liye ke choti moti bat ko to maaf kar dena chahiye agar badi bat ko bhi maaf kare to ye apka taqwa hai choti choti bat par jhagda nahi karna chahiye
From www.ekummat.blogspot.in sabko bheje plz
No comments:
Post a Comment