Talha bin masraf (R.a) se riwayat hai inhone marfuan bayan kiya akhri zamane me apni ummat par 3 chizo se sab se zyada darta hu
1) sitaro par iman rakhna
2) Takdeer ko chodhna
3) hukmaran ka zulm karna
((TABRANI 8113))
aj log sitaro par iman rakhte hai babao ke pas jate hai wo sitaro se batate hai ke tu ye kar ye mat kar aur taqdeer ko chodh dete hai taqdeer bohot hee barik masla hai ispar zyada sawal na karna
from www.ekummat.blogspot.in sabko bheje plz
No comments:
Post a Comment