Nabi kareem sallallahu alaiwasalam ne farmaya allah ta.ala ne maa ke rahem ke liye ek farishta mukarrar kardiya hai wo farishta arz karta hai aye rab ye nutfa hai aye rab ye mazga hai aye rab ye alka hai
phir jab allah ta.ala usse paida karne ka irada karta hai to farishta puchta hai aye rab ye mard hai ya aye rab ye aurat hai aye rab ye badh (buri) hai ya neik ?
iski rozi kya hai aur muddat zindagi kitni hai ? Chunanche iske mutabik maa ke pet hee me sab kuch farishta likh leta hai
((SAHI BUKHARI : 3333))
from www.ekummat.blogspot.in share to all plz

No comments:
Post a Comment