abu hameed sahri (r.a) se riwayat hai kahete hai rasool allah sallallahu alaiwasallam ne farmaya dunya ki talash me miyana ravi (bich ki rah jo jaiz ho) se kaam lo har koi jis chiz ke liye paida hua hai wo uske liye asaan kardi jati hai
((IBNE MAJAH : 2146))
rizk ya dunyawi mansub ki talash ke liye na jaiz dhando ki bajae sidhi rah iktiyar kare jo kuch apki naseeb me hai wo allah asan kar deta hai faisla ab apka ke apko wo chiz halal tarike se hasil karna hai ya haram ? Wo chiz apko milna to hai hee
from www.ekummat.blogspot.in sabko bheje plz
No comments:
Post a Comment