Mehmood bim lubaid (r.a) se marfuan riwayat hai do chizo ko adam ka beta na pasand karta hai
maut ko na pasand karta hai aur maut momin ke liye fitne se behtar hai
aur maal ki kami ko na pasand karta hai aur maal ki kami roz e qayamat hisab ki kami ka bais hai
((MUSNAD AHMED : 5/427))
Insan maut se isliye darr ta hai ke usko pata hai ke mera haal akhirat me kya hoga par momin ka haal aisa nahi aur
maal allah hame ba taur e azmaish deta hai maal se baaz log guroor me bhi ajate hai par momin ka haal aisa mahi
from www.ekummat.blogspot.in share to all plz
No comments:
Post a Comment