Hazrat abu huraira raziallah se riwayat hai woh Rasool Allah ﷺ se bayan karte hai ke Aap ne farmaya teen masjidon ke alawa (sawab ki niyyat se) kisi aur masjid ki taraf Safar na Kiya jaye
1) masjid e haram
2) masjid e nabavi aur
3) masjid e Aqsa
((SAHIH BUKHARI # 1189))
Kisi jagah Safar karna kapde wagaira lekar sawab ki niyyat se Jana jaiz nahi hai par Aaj hum dekhte hai log sawab ki niyyat se
*Ajmer* haji Ali aur pata nahi kis kis astane par jate hai ye katan jaiz nahi haram hai kisi aur jagah ke liye sawab ki niyyat se Safar karna Allah unhe hidayat de ameen
From www.ekummat.blogspot.in share to all
No comments:
Post a Comment