1) Jhande lagane ki daleel alag jisse sirf jhanda pakad na sabit hota hai
2) Eid ka din hai ye daleel alag jisse sirf Jummah eid ka din hai Teesri eid sabit Hoti hai
3) kush hone ki daleel alag jisse sirf Dil me Kushi mehsus karna sabit hota hai Kushi manana nahi
4) Apne rab ki nehmato ka charcha karo jisse sirf rab ki nehmato ka zikr karte RAHENA sabit hota hai
5) Apne tume Tumi mese ek Rasool diya Ehsan Kiya ispar Allah ka shukr karna sabit hota hai
NOTE ; KYA HUMKO JO 2 EID DI HAI ISLAM NE KYA USKO SABIT KARNE KE LIYE KABHI ITNE DALEEL YAHA WAHA SE JAMA KARNE KI ZAROORAT PADHI HAI ??
AGAR AQAL HAI TO SOCHO
1) EID UL FITR KI EK HEE DALEEL SE EID USKE MASAIL KE LIYE SIRF ALAG HADEES
2) EID UL ADHA KE LIYE EK HEE DALEEL USKE MASAIL KE LIYE BAKI DALEEL
*PAR YAHA ULTA HAI SIRF EID E MILAAD SABIT KARNE YAHA WAHA KI DALEEL PAR USKE MASAIL PAR EK BHI HADEES NAHI TAJJUB HAI ??*
FROM www.ekummat.blogspot.in share to all
No comments:
Post a Comment