Tuesday, 5 December 2017

ALLAH KE NAZDEEK BEHTAR KAMAEE KAUNSI HAI ??


Hazrat Miqdaam Raziallah se Riwayat hai unhone kaha Rasool Allah ﷺ ne farmaya kisi shaks se Apne hath ki kamaee se zyada paak khana nahi khaya aur Allah ke Nabi Hazrat Dawood alaisalam bhi Apne hath ki kamaee se hee khaaya karte the

(( SAHIH BUKHARI # 2072))

Tijarat bhi halal hai
Ba shart ke wo Islami usoolo ke mutabik ho
Dhokebazi  na ho
Jhoot na ho
Wagaira wagaira

par yaha hadeeso ki roshni me hath ki kamaee Ko Afzal karar diya hai

Share  to all

No comments:

Post a Comment