Saad bin ibne waqqas raziallah ka khayal tha ke inhe dusre bohot se sahaba par ( apni maldari aur bahaduri ki wajah se ) fazilat haseel hai to
Nabi Kareem ﷺ ne farmaya ke tum log sirf Apne kamzor Mazdoor logon ki duaon ke natije me Allah ki taraf se madad pauchaee jati hai aur unhee ki duaon se rizk diye jate hai
((SAHIH BUKHARI # 2896))
Aaj hamare aspas dekhlo inhee garibo kamzoro ki duaon ki wajah se hee hame madad aur rizk diya jata hai par hum hee unhe Bura Bhala kahe kar zaleel kar ke bhaga dete hai to wo dua denge hame ya bad dua ??
Share to all
No comments:
Post a Comment