Abdullah Ibn Umar (r.a) farmate hain,
Tamam Biddatein gumrahi hai agarche “Ba-Zaahir woh, logon ko acchi lagein
((SUNAN KUBRA BAIHAQI (HADITH138))
Jo log Biddat ko taqseem karke Gumrahi pahlarahe hai jaise Bidat e Sayya, Biddat e Hasna un logo ke radd ke liye ye Hadees se behtareen aur koyi islaah nahi
Aur ek bat batata chalu ke ye milaad ki Islam me koi asal nahi hai zyada nahi kuch 10 saal phele hee isko 12 wafat kaha jata tha kyunki sabko pata hai ye Nabi ki wafat ka din hai par inko wafat ke din Kushi manani thi isliye iska Naam eid e milaad rakh diya
Zara Gaur karna 10 saal phele is eid ka koi wajood hee nahi tha Aaj uska kya Alam hai aur age kya Alam hoga
From www.ekummat.blogspot in share to all
No comments:
Post a Comment