NAFILI ROZE KISI WAQT KISI BHI WAJE SE TODA JA SAKTA HAI
Umul-mominin hazrat ayesha (r.a) se riwayat hai ke ek din nabi akram sallahu alaiwasallam mere ghar tashrif laye aur pucha kya tumahare pas kuch khane ko hai? Hum ne kaha ; nahi ; Nabi akram (saw) ne farmaya acha tou phir mera roza hai - kisi aur din phir nabi akram (saw) hamare ghar tashrif laye mai ne arz kiya ya rasool allah (saw)! hais (halwa) tohfa aya hai- rasool allah (saw) ne farmaya tou lao mai subha se roze se tha- (( SAHIH MUSLIM 630)) Isse malum hue ke nafil roze ki niyyat zarori nahi hai aur isko kabhi bhi thoda ja sakta hai par farz roza aisa nahi hai iski niyyat raat ko sone se phele ya kamse kam sehri khane se phele zaruri hai From EK UMMAT grp sabko bheje plz

No comments:
Post a Comment