Wednesday, 25 June 2014

RAMZAN ME SIYAM AUR QIYAM KARNE WALA QAYAMAT KE DIN SIDDIQIN AUR SHOHADA KE SATH HOGA

Hazrat umar bin marta jehni (r.a) se riwayat hai ke ek admi nabi akram sallahu alaiwasallam ki khidmat mai hazir hua aur arz kiya ya rasool allah (saw) agar mai gawahi du ke allah ke siwa koi illah nahi aap allah ke rasool hai pancho namaze pado zakat ada karo aur ramzan mai siyyam qiyyam karo tou mera shumar kin logo mai se hoga?? aap (saw) ne irshad farmaya seediqin aur shohda mai se (( TARGEEB : 993 )) QIYYAM yani khade hona namaz me tarawee wagaira ki namaz me SIYYAM yani roza rakhna Aj kitne log qiyam yani namaz me khade nahi hote baithe rahete hai pichli saaf me jaise hee imam ruku me jata hai tab khade hokar namaz padhte hai allah rahem kare ameen

No comments:

Post a Comment