QURÀN:
Neki aur parhezgaari me ek dusre ki imdad karte raho aur gunah aur zulm wa zayadati me madad na karo ‘ Allah se darte raho ‘ be shak Allah sakht aazab dene wala hai.
((Surah Maeda: aayat no.2))
HADIS:
Nabi ((saw)) ne farmaya:
“Ek Momon dusre Monim ke liye diwar ki manind hai. Jiski ek eint dusre eint ko mazbut banati hai.
((Sahih Bukhari:481‘ Muslim: 2585))
No comments:
Post a Comment