?
Hazrat Aysha Raziallah se riwayat hai unhone kaha Ya Rasool Allah ﷺ do padosi hai un mese phele kisko taufa bheju ??
AAP Ne farmaya jiska Darwaza tumse zyada Qareeb ho
((SAHIH BUKHARI # 2259))
IS hadees se hame malum hue ke padosi se ache se pesh ana chahiye
Aur unhe taufa bhi Dena chahiye take Dil me Mohabbat bade aur phele usko Dena hai jiska Darwaza karib ho take Darwaza par karke JAENGE padosi ke to wo padosi galat guamani na rakhe Dil me
Par afsos Aaj kal Mohabbat Kam jhagde zyada hota hai agar bat karenge bhi to Dil me nafrat bugz hasad rakhte hue khas kar aurte
From www.ekummat.blogspot.in share to all

No comments:
Post a Comment