Beshak Allah subhanahu kisi Takabbaur
karne wale, itrane wale ko pasand nahi
karta -
((Surah Luqman, 31 # 18 ))
Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ne farmaya wo shaksh Jannat mein dakhil nahi hoga jiske dil mein Rayee ke dane ke barabar bhi takabbur mojud hai
((
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 59 ))
Yaad Rakhiye Haq Ko Jaanker Bhi Qabul Na Kerna Takabur Ki Alamat Hai . Ye Jaanker Bhi Ke Ye Amal Ek Biddat Sabit Ho Chuka Hai ?
Allah Hum Sabko Biddaton Se Mehfuz Rakhe , Quran Aur Sahih Hadees Per Amal Kerne Ki Neik Tawfeq De ,Hidayat E Ilm & Hidayat E Amal Ata Farmaye Aur Humari Ibadat Ko Qabul Farmaye .Aameen !
Allah Subhanahu Wa Ta'ala Du'a Hai Ke Hum Ko Ghar Walon Ko Aap Logon Ko Or Sare Musalmano Ko Quran O Sunnat par Sahaba Ke Manhaj Par Amal Karne Wala & Daw'at Dene Wala Banaye,
Ameen Ya Rabbal Almeen Ya Hayyu Ya Qayyum.
NOTE : JIN ASKAAS KO IS POST SE MUQALIFAT HAI WO QURAN YA SAHI HADEES SE SIRF EK HI DALEEL PESH KARDEIN OPAR DI GAYI SHABAN KI BIDDATON K "DURUST" HONE MEIN .YAD RAHE QURAN AUR SAHI HADEES K ALAWA AUR KOYI DEEN NAHI HAI
From EK UMMAT grp sabko bheje plz
No comments:
Post a Comment