Saturday, 28 June 2014

EK DUSRE KI MADAD KARNA.



QURÀN:

Neki aur parhezgaari me ek dusre ki imdad karte raho aur gunah aur zulm wa zayadati me madad na karo ‘ Allah se darte raho ‘ be shak Allah sakht aazab dene wala hai.


((Surah Maeda: aayat no.2))


HADEES:

Nabi ((saw)) ne farmaya:
“Ek Momon dusre Monim ke liye diwar ki manind hai. Jiski ek eint dusre eint ko mazbut banati hai.


((Sahih Bukhari:481‘ Muslim: 2585))

AJ hum musalman sirf bure kam me hee kisi ka sath dete hai ache kam me bohot kam sath dete hai aur beshak aj logo ko bure kam hee pasand ate hai

From EK UMMAT grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment