Saturday, 28 June 2014

HAQIQI MOMIN. MUSALMAN. MUJAHID AUR MUHAJIR. KAUN ??


SYEDNA fazala bin abid raziallah bayan karte hai ke rasool allah sallahu alaiwasallam ne hajjatul wida ke mauke par farmaya ke kya mai tume momin ke bareme na batla du ke wo kaun hota hai ??
((YAAD RAKHNA)) MOMIN wo hai ke jisse log apne maalo aur jaano par amaan me rahe MUSALMAN wo hai ke jiski zaban aur hath se log mehfuz rahe MUJAHID wo hai jo allah ta.ala ki izzat ke silsile me apne nafs se lade aur MUHAJIR wo hai jo khatao aur gunao ko tark karde ((yani chod de ))

((IBNE MAAJAH : 3934))

Kya ap inme se koi hai ?? kaafi log aj sirf naam ke musalman bache hai aur asal jihad to apne nafs se ladna hai aj kahi kuch hota hai to musalman jaan dene tayyar ho jata hai ye achi bat hai par apne nafs ke sath bhi lado ye jhagda to kabhi kabar hota hai par nafs ke sath apki jang to subha se lekar raat tak hai aye allah hame apne nafs par galib karde ameen

From EK UMMAT grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment