Abu huraira (r.a) marfuan riwayat hai app sallahu alaiwasallam ne farmaya allah aise admi par rahem kare jis ke zimme deeni bhai ka haq tha, abroo ka ya maal ka, to wo uske pas aya aur mafi mang li isse phele ke wo din ajaye ke uska mawaqiza ho aur na uske pas deenar ho na darham - agar uski nekiya hogi to le li jayegi - aur agar us ke Nama-e-amal mei nekiya nahi hogi, tou logo ki buraiyan uske Nama-e-aamal me dal de jayegi
((SAHIH BUKHARI : 2449))
Agar ap kisi se karz liye hoto dedo aur kisi ki izzat ka mazak mat udao warna apko qayamat ke din lauta na padega uska maal uski izzat wa abroo aur zahir hai apke pas paisa nahi hoga to apko kaise badla dena hoga uppar hadees me zikr hai
From EK UMMAT grp sabko bheje plz
No comments:
Post a Comment