hazrat abu hurarai (r.a) kahete hai ke 1 arbi nabi akram sallahu alaiwasallam ki khidmat me hazir hua aur arz kiya mujhe aisa amal bataye jiske karne se mai jannat me dhakil ho jau app sallahu alaiwasallam ne farmaya allah ta.ala ki ibadat kar iske sath kisi ko sharikh na kar far namaz qayam kar farz zakat ada kar aur ramzanul mubarak ke roze rakh isne kaha allah ki kasam mai isse zyada kuch nahi karunga jab wo admi wapas hua to app (saw) ne farmaya jise jannati admi dekhna ho wo isse dekhle
(( MUKTASAR SAHIH BUKHARI : 704 ))
Agar hum bhi roza rakhe aur har ehkam ada kare to in sha allah hum bhi jannati honge
From EK UUMAT grp sabko bheje plz
No comments:
Post a Comment