Nabi salallahu alaiwasalam ne farmaya hazrat jibrail alaisalam mujhe padosi ke bareme bar bar is tarha wasiyat karte rahe ke mujhe khayal guzra ke shayad padosi ko virasat me sharikh na karde
((SAHI BUKHARI ; 6014))
Sochiye zara aur gaur kare ke padosi ke kitne haq hai ke nabi ko ya mehsus hua ke virasat me haq dena hai hame kamse kam ache akhlaq se to pesh ana hai unse aur unhe raazi rakhna hai unki bhi puch hogi agar wo gair muslim hai to unhe islam ki dawat do
From EK UMMAT grp sabko bheje plz
Keh dijiye! Kay Allah Taalaa aur rasool ki ita’at kero agar yeh mun pher len to be-shak Allah Taalaa kafiron say mohabbat nahi karta. ((Surah Al-e-Imran Ayat no. 32)) ((( DAILY UPDATE ON THIS BLOG ))) To join what's app +918082425339
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
30: Musalman mardon say kaho apni nigahen neechi rakhen aur apni sharam gahon ki hifazat rakhen. Yeh hi unn kay liye pakeezgi hai log jo k...
-
Hazrat abu musa (r.a) se rivayat hai ke rasool allah sallahu alaiwasallam ne farmaya : jab bande ke baccha inteqal kar jata hai to allah t...
-
JAHIL AGAR APSE BAHES KARE TO ACHE ANDAZ ME USSE SALAM KAHE Rehman kay (sachay) banday woh hain jo zamin per farotni kay sath chaltay hai...
No comments:
Post a Comment