Hazrat umar bin marta jehni (r.a) se riwayat hai ke ek admi nabi akram sallahu alaiwasallam ki khidmat mai hazir hua aur arz kiya ya rasool allah (saw) agar mai gawahi du ke allah ke siwa koi illah nahi aap allah ke rasool hai pancho namaze pado zakat ada karo aur ramzan mai siyyam qiyyam karo tou mera shumar kin logo mai se hoga?? aap (saw) ne irshad farmaya seediqin aur shohda mai se
(( TARGEEB : 993 ))
QIYYAM yani khade hona namaz me tarawee wagaira ki namaz me SIYYAM yani roza rakhna
Aj kitne log qiyam yani namaz me khade nahi hote baithe rahete hai pichli saaf me jaise hee imam ruku me jata hai tab khade hokar namaz padhte hai allah rahem kare ameen
Keh dijiye! Kay Allah Taalaa aur rasool ki ita’at kero agar yeh mun pher len to be-shak Allah Taalaa kafiron say mohabbat nahi karta. ((Surah Al-e-Imran Ayat no. 32)) ((( DAILY UPDATE ON THIS BLOG ))) To join what's app +918082425339
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
-
30: Musalman mardon say kaho apni nigahen neechi rakhen aur apni sharam gahon ki hifazat rakhen. Yeh hi unn kay liye pakeezgi hai log jo k...
-
Hazrat abu musa (r.a) se rivayat hai ke rasool allah sallahu alaiwasallam ne farmaya : jab bande ke baccha inteqal kar jata hai to allah t...
-
JAHIL AGAR APSE BAHES KARE TO ACHE ANDAZ ME USSE SALAM KAHE Rehman kay (sachay) banday woh hain jo zamin per farotni kay sath chaltay hai...
No comments:
Post a Comment