Saturday, 5 July 2014

AGAR MIYA BIWI ME JHAGDA HO JAE TO HUM KYA KARE ????


Aur agar tumhe dono (miya biwi) me jhagde ka dar ho to 1 shaks mard ke khandan se aur 1 aurat ke khandan se munsif ( yani insaf karne wala ) mukarrar karo agar wo dono sulah karna chahenge to allah un dono (miya biwi) me muwafikat paida kardenga beshak allah sab kuch janne wala aur ba khabar hai

((SURE NISA : AYAT :35))

Aj agar miya biwi me jhagda hota hai to hum sidha coat kacheri jate hai jo ke galat hai waha jo paise zyada dega wohi jeetega kyunki wo zyada paise dekar kabil waqil dundhega aur wo such ko juth aur juth ko sach kar dikhaega islam ki talim par amal karo dosto 1 insaf karna wala namazi jo quraan hadees ka ilm rakhta ho usko bulaye na ke mohalle me jo zyada paise wala hai usko 


From EK UMMAT Grp sabko bheje plz

No comments:

Post a Comment