Allah rizk ko jiske liye chahata hai khusahada karta hai tang(kami) karta hai aur wo log dunyawi zindagi par itrate hai halanke akhirat ke muqable me dunyawi zindagi nahi hai magar sirf ek mamuli saman
((SURE RAAD AYAT : 62))
Ab faisla ap kare ke allah rizk ko kiske liye khushada karega zahir hai jo ibadat ke sath mainat majduri kare allah se rizk ka sawal kare par aj musalman sirf rizk ke piche bhag raha hai ibadat ko chodkar agar usne ibadat ko chod kar rizk kamaya to kya usko wo faida degi ?? Wo kitna kahega jitna uska pet hoga usse zyada nahi hame deen aur dunya sath me lekar chalna hai office ke job ke liye dhadi na nikalo rizk dene wala allah hai office nahi
From EK UMMAT grp sabko bheje plz
No comments:
Post a Comment